"Fursat hai aaj bhi" is the latest Hindi Song sung by Arjun Kanungo & the song is officially released on VYRL Originals youtube channel. Fursat hai aaj bhi lyrics are written by Mayur Puri whereas the music is given by Prasad S & Pa Deepak. The song is composed by Arjun Kanungo himself.
Fursat hai aaj bhi lyrics - Arjun Kanungo | VYRL Originals
Fursat hai aaj bhi lyrics - Arjun Kanungo
Song Credits:-
Fursat hai aaj bhi lyrics - Arjun Kanungo
Bhulna kya bhulana kya
Roothna kya manana kya
dil ko behlane ka aur bas hai bahana kya
zindagi ka thikana kya
dil kabhi tha sayana kya
rooh mai tu hai mehfooz fir tera jana kya
Tujhe khoya tha na kabhi
tu hai yahin kahin
aaj bhi
fursat ka jo har lamha hai
mujse bas yeh kehta hai
aadat teri baaton ki aaj bhi
aaj bhi
teri aankhon ne jo dekhe the
mere aankhon ne wo sapne hai
sarhad nahi khwabon ki aaj bhi
tu hai aaj bhi
bin bulaane yeh aana kya
aa gaye toh hai jaana kya
teri yaadon se behtar hai dil ka thikana kya
tere mere vo pal meethe
kam lage saath jo bhi the
par tu hai door yeh meri aankhon ne maana kya
tujhe bhula nahi tha kabhi
tu hai mere kareeb aaj bhi
fursat ka jo har lamha hai
mujse bas yeh kehta hai
aadat teri baaton ki aaj bhi
aaj bhi
teri aankhon ne jo dekhe the
mere aankhon ne wo sapne hai
sarhad nahi khwabon ki aaj bhi
tu hai aaj bhi
Song Credits:-
Song - Fursat hai aaj bhi |
Singer - Arjun Kanungo |
Music - Prasad S & PA Deepak |
Label - VYRL Originals |
Fursat hai aaj bhi lyrics by Mayur Puri |
Comments
Post a Comment