on
Larry-Junes
- Get link
- X
- Other Apps
Kyu tode tune saare vaade
tanha choda raahon mai laake
aankhein meri bin tere jaage
jaun mai kahan
kyun aahatein hai peeche bhaage
thak gaya hoon jaage jaage
dard bhi ab aankhein maange
ro lu main zara
meri taqdeer thi tu
main tera naseeb tha
kyu mil na paaye yeh bta
Toda kyun choda tanha mujhko bewajah
Teri hi yaadein hai bas ab to har jagah
aansuo ki baarish hai aur tanha mai khada
teri hi yaadein hai bas ab to har jagah
pehli mulaqat ki wo raat
tera saath wo barsaat
yaad aati hai
keh na paaya jo main dil ki baat
wo jazbaat ban beh jaati hai
yaad aati hai
tera har khwab mera tha
falak par bas savera tha
na ho paya kisi ka dil ye tera tha
Toda kyun choda tanha mujhko bewajah
Teri hi yaadein hai bas ab to har jagah
aansuo ki baarish hai aur tanha mai khada
teri hi yaadein hai bas ab to har jagah
Toda kyun mujhe choda kyun
Toda kyun mujhe choda kyun
Toda kyun mujhe choda kyun
Bewajah
Toda kyun mujhe choda kyun
Toda kyun mujhe choda kyun
Toda kyun mujhe choda kyun
Bewajah
Comments
Post a Comment