Saari Ki Saari 2.0 Lyrics - Darshan Raval

Saari ki Saari 2.0 another beautiful version by Darshan Raval and Asees Kaur. Lyrics and composer of the song Saari ki Saari 2.0 is Darshan Raval.

Saari ki Saari 2.0 another beautiful version by Darshan Raval and Asees Kaur. Lyrics and composer of the song Saari ki Saari 2.0 is none other than Darshan Raval Himself. The song is launched under Indi Music Label. It is a beautiful song of wholesome love expressing the sadness of separation.

Saari ki Saari 2.0 Song Video :-



Saari Ki Saari 2.0 Lyrics - Darshan Raval

Door hoke bhi paas mere ho
Sapno se aage
ab tum haqeeqat ban chuke ho

Door hoke bhi paas mere ho
Sapno se aage
ab tum haqeeqat ban chuke ho

ye dard hai jo tere
tu kar de unko mere
meri har dua mein tu
par haqeeqat mai kahan

Saari ki saari
meri hai tu
tujhko kabhi na main baantu
hara dil haara
hara dil haara
tujhpe main aise
behoshi ke alam ho jaise

Saari ki saari
meri hai tu
tujhko kabhi na main baantu
hara dil haara
hara dil haara
tujhpe main aise
behoshi ke alam ho jaise

Yaadein meri aayein jab bhi
soch lena kareeb hoon main
Khwaab mere aayein jab bhi
Palkon ke neeche hi hoon main

ye dard hai jo tere
tu kar de unko mere
meri har dua mein tu
par haqeeqat mai kahan

Saari ki saari
Teri hoon main
Kabhi dur tujh se na jaaun

Chahe lagge arrson aane main mujhe
phir door tujhse na jaaun

O.. Saari ki saari
meri hai tu
tujhko kabhi na main banntu
hara dil haara
hara dil haara
tujhpe main aise
behoshi ke alam ho jaise

Saari ki Saari 2.0 Song Credits :-

Song name : Saari Ki Saari 2.0
Lyrics & Composer : Darshan Raval
Singer : Darshan Raval & Asees Kaur
Music : Lijo George
Mixed & Mastered by : Lijo George

Comments