on
Larry-Junes
- Get link
- X
- Other Apps
Intezaar Lyrics - THEMXXNLIGHT feat Ikka
Dekho Dekho Dekho Dekho
Ho raha hai kya
Dekho Dekho Dekho Dekho
tujh se mere yaar
kabhi na kabhi na
kabhi kar ikraar
Kiya hai kiya hai maine bahut intezaar
Dekho Dekho Dekho Dekho
Ho raha hai kya
Dekho Dekho Dekho Dekho
tujh se mere yaar
kabhi na kabhi na
kabhi kar ikraar
Kiya hai kiya hai maine bahut intezaar
Intezaar .. Intezaar
Kabhi na kabhi na
Kabhi kar ikraar
Kiya hai kiya hai maine bahut intezaar
Mujhe yaadein aakar teri bechain bana jati hai
Aashiq ko ishq mai bas duaa kaam aati hai
Aisa haal kiya tere pyaar ne bta
neend aatii hai toh aankhein meri bura maan jati hai
Chanda ki chandni pade tere tan pe
Jalta hai mera mann prem ki agan mai
Aaja le chalu mai tujhko saatve gagan pe
jiya nahi jaata mujse aur is tadpan mai
Karta hun intezaar
karna chahta hun ikraar
tujhe dhundu tere shehar mai
de betha hun mai ishtehaar
ya aar kar ya par han
mujhe karke dekh pyaar han
mai saare vachan nibhaunga
mai launda zamna paar ka
mehsoos karna chahta hun teri meethi saanson ko
aur kuch na dikhe itne paas tere aankhon ko
aagosh mai jo ghere bethe tere un haathon ko
phool hai gulab ka toh seh loon tere kaanton ko
Dekho Dekho Dekho Dekho
Ho raha hai kya
Dekho Dekho Dekho Dekho
tujh se mere yaar
kabhi na kabhi na
kabhi kar ikraar
Kiya hai kiya hai maine bahut intezaar
Dekho Dekho Dekho Dekho
Ho raha hai kya
Dekho Dekho Dekho Dekho
tujh se mere yaar
kabhi na kabhi na
kabhi kar ikraar
Kiya hai kiya hai maine bahut intezaar
Intezaar .. Intezaar
Kabhi na kabhi na
Kabhi kar ikraar
Kiya hai kiya hai maine bahut intezaar
My love is endless I want you
Keep you by my side we can ride to the moon
Don't you forget this I Love you
Always on my mind I just wanna see through
Karta hoon mai pyaar beshumaar beshumaar
Socho na socho na
Mera pyaar beshumaar beshumaar
abhi abhi haule haule karle ikraar
mai na manunga haar
abhi abhi haule haule karle ikraar
mai na manunga haar
Dekho Dekho Dekho Dekho
Ho raha hai kya
Dekho Dekho Dekho Dekho
tujh se mere yaar
kabhi na kabhi na
kabhi kar ikraar
Kiya hai kiya hai maine bahut intezaar
Comments
Post a Comment